Kahi na kahi to hoga hindi poetry 2023
Narazgi mein sahi..!!
Kahi na kahi
Teri zindagi mein mera zikr to sahi…!!!
Meri khushiyo se na sahi,
Mere dard se sahi..!!
Kahi na kahi
Teri hasi ki mein wajha to sahi…!!!
Mere dard se sahi..!!
Kahi na kahi
Teri hasi ki mein wajha to sahi…!!!
Nazdikiyo se na sahi,
Duriyo se sahi..!!
Kahi na kahi
Tere dil~e~sukoon ki main wajha to sahi…!!!
Duriyo se sahi..!!
Kahi na kahi
Tere dil~e~sukoon ki main wajha to sahi…!!!
Meri khusiya na mangna hi sahi,
Meri barbadi ki dua hi sahi..!!
Kahi na kahi
Mein teri ibaadat mein shamil to sahi…!!!
Meri barbadi ki dua hi sahi..!!
Kahi na kahi
Mein teri ibaadat mein shamil to sahi…!!!
kahin na kahin to hoga
Meri khubiya na sahi,
Meri khamiya hi sahi..!!
Kahi na kahi
Tune meri shaksiyat ko dekha to sahi…!!
Meri khamiya hi sahi..!!
Kahi na kahi
Tune meri shaksiyat ko dekha to sahi…!!
Meri Chahat se na sahi,
Meri jahan chor jaane se sahi..!! Kahi na kahi
Teri rahto ki mein wajha to sahi…!!
Meri jahan chor jaane se sahi..!! Kahi na kahi
Teri rahto ki mein wajha to sahi…!!
Not in life But still in your mind
Ishq Mein na sahi,
Narazgi mein sahi..!!
Kahi na kahi
Teri zindagi mein mera zikr to sahi…!!!
Narazgi mein sahi..!!
Kahi na kahi
Teri zindagi mein mera zikr to sahi…!!!