Tum mere the kabhi par kyun na ban paaye meri taqdeer kabhi
Aadat si the kabhi par kyun na ban paaye vo khuda jis ki ibaadat kar paate hum aaj bhi
Umar bhar sath rahne ke vaade kiye karte the kabhi, par kyun kabhi tumne nibhaye nahi
Meri palko par aansu na aane dete the kabhi, fir kyun aaj tumhein mere ashaqo ki parvaah nahi
Tum sath to the us pal, fir kyun is pal mere sath nhi…..!!