Safar Rail Gadi ka Life shayari In Hindi | सफर रेलगाड़ी का !

Safar Rail Gadi ka Life Shayari in Hindi-सफर रेलगाड़ी का 

safar rail gadi ka life shayari in hindi

safar rail gadi ka life shayari in hindi

कभी सरपट पटरी पर दौड़ती रेल से दोस्ती कर के देखो,
अंगिनत कहानियां किस्से सुनाएगी,
कभी बच्चो कि हसीं तो कभी मंज़िल तक पहुंचने कि
खुशी से खिलखिलाते चेहरों से रूबरू कराएगी,
kabhi sarpat patrai par daudti rail se dosti karke dekho,
Angint kahaniyan kissse sunayagi,
kabhi bachho ki hansi to kabhi manjzil tak pahunchne ki
khusise khilkhilate chehere se rubaru karayaygi,
कही दादा दादी कहानियां सुनाते दिखेंगे कही किसी सीट पर,
तो कहीं थके हारे काम से घर लौटती सूरत नज़र आएगी,
कही संगीत कि धुन पर खिड़की से झांकते तुम दिख जाओगे,
तो कहीं कोई दूर से गुनगुनाती आवाज़ चली आएगी,

life shayari in hindi

kahi dada dadi kahayaniya sunate dikhnege kahi kisi seat par
to kahi thake hare kam se ghar lauti surat nazar aayegi,
kahi sangit ki dhoon par khidki se jhanke tum dikh jaoge
to kahi koi door se gungunati aawaz chali aayegi,
कही चाय कि चुस्की भरते कुछ लोग
तुमको देख बाते करने चले आएंगे,
संग लाया घर का खाना तुम्हे भी खिलाएंगे,
kahhi chai ki chuski bharte kooch log
tumko dekh baate karne chale aayenge,
sang laya gahr ka khana tuhme khilayenge,
कभी सरपट पटरी पर दौड़ती रेल से दोस्ती कर के देखो,
अंगिनत कहानियां किस्से सुनाएगी,
कभी तुम खो जाओगे उन किस्सों में
कभी तुम्हे किसी किस्से का हिस्सा बनाएगी

rail gadi safar

kabhi sarpat patrai par daudti rail se dosti kar ke dekho
anaginat kahaniya kisse sunayegi
kabhi tum kho jaoge un kisso main
kabhi tuhme kisi kisse ka hissa banayegi

Related Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *